Friday 7 April 2017

O Saathi Re lyrics

Album: Muqaddar Ka Sikandar (1978)
Artist: Kishore Kumar

La la la la la la la.
O saathi re, tere bina bhi kya jina
phuulon mein kaliyon mein, sapno ki galiyon mein
tere bina kuchh kahin na
tere bina bhi kya jina
O sathi re, tere bina bhi kya jina
tere bina bhi kya jina
Har dhadakan mein pyaas hai teri saanson mein teri khushabu hai
Is dharati se us ambar tak, merii nazar mein tu hi tu hai
Pyaar ye tute na ...
Pyaar ye tute na, tu mujhse ruthe na, saath ye chhute kabhi na
Tere bina bhi kya jiina
O saathii re ...
tere bina bhi kya jina
tere bina bhi kya jina
Tujh bin jogan meri raatein, tujh bin mere din banjaare
Mera jeevan jalti dhuni, bujhe-bujhe mere sapne saare
Tere bina meri
Tere bina meri, mere bina teri, ye zindagi zindagi na...
Tere bina bhi kya jina
O saathii re...
tere bina bhi kya jina
tere bina bhi kya jina...

0 comments:

Post a Comment

Pal Bhar Ke Liye lyrics

Album:Johny mera Naam Artist:Kishore Kumar (Pal bhar ke liye koi humme pyaar kar le Jhoota hi sahi)-2 Do din ke liye koi ikraar ...