Monday 3 April 2017

Jeevan Mitana Hai lyrics

MovieThe Desires
ArtistKishore Kumar


Ahaha haha (2)
[Saare jahan ki amanat hai ye
Ye jeevan tumhara tumhara nahin] (2)
Jeene ke laakhon sahare yahan
Bas ek hi to(sahara nahin) (2)
Ahaha haha (2)
[Agar koi duniya se ruthe to kya
Koi phool khilte hi toote to kya] (2)
Sitare hazaaron hai aakash par
Bas ek hi tho (sitara nahin) (2)
Ahaha haha (2)
Saare jahan ki amanat hai ye
Ye jeevan tumhara tumhara nahin
Jeevan mitana hai diwanapan
Koi pyar jeevan se pyara nahin
[Kisike iradon ke khatir jiyo
Kisiki muradon ke khatir jiyo] (2)
Hai yaadon mein jeena bhi to zindagi
Jeena tumhe kyoon(gawara nahin) (2)
Ahaha haha (2)
Saare jahan ki amanat hai ye
Ye jeevan tumhara tumhara nahin
Jeevan mitana hai diwanapan
Koi pyar jeevan se pyara nahin
[Kaisi udasi ye kaisa hai sokh
Jeevan mein ate hai jate hai log](2)
Naya koi saathi khara rahon me
Use pyar se kyoon(pukara nahin)(2)
Ahaha haha (2)
Saare jahan ki amanat hai ye
Ye jeevan tumhara tumhara nahin
Jeevan mitana hai diwanapan
Koi pyar jeevan se pyara nahin
Jeene ke lakhon sahare yahan
Bas ek hi to(sahara nahin)(2)
Ahaha haha (2)
THANKS FOR WATCHING.....

0 comments:

Post a Comment

Pal Bhar Ke Liye lyrics

Album:Johny mera Naam Artist:Kishore Kumar (Pal bhar ke liye koi humme pyaar kar le Jhoota hi sahi)-2 Do din ke liye koi ikraar ...